Har karobar ka hisaab — ek app
Bikri, udhaar, stock, kharche aur munafa — roz ka hisaab phone ya computer par, Urdu ya English mein.
Barcode ya naam se bill, parchi ya WhatsApp.
Kis par kitna baqi, aur yaad dahani WhatsApp par.
Har bill se stock kam, kam maal ki list.
Roz ke kharche aur galle ka hisaab, shift ke saath.
Din, mahine aur cheez ke hisaab se munafa.
App aur parchi Urdu, Roman Urdu ya English mein.
14 din muft azmayein; phir package ke hisaab se mahana.
Haan, Urdu, Roman Urdu aur English — parchi bhi.
Haan, bill aur khata offline; net aate hi sab mehfooz.
Haan, roz ka backup aur har dukan ka apna data.
14 din muft. Na card, na kaghazi kaam — naam likhein, dukan chunein aur bechna shuru karein.