Digital Karobar

Bill aur invoice ka software

Billing software — tez bill, saaf invoice

Barcode scan karein ya naam likhein — bill seconds mein. Thermal parchi, A4 invoice ya WhatsApp par, jaisa graahak chahe.

Billing mein kya milta hai

Tez bill

Barcode, naam, ya graahak ki list chipka kar bill.

Thermal aur A4

58 / 80 mm parchi ya A4 invoice, apne logo ke saath.

Sales tax invoice

NTN / STRN ke saath tax invoice aur sales tax return ki report.

WhatsApp bill

Bill ka link graahak ko WhatsApp par.

Udhaar khata

Udhaar ka bill khud khate mein, baqi ki yaad WhatsApp par.

Offline

Net na ho to bhi bill; net aate hi server par.

Kin ke liye

Sawal jawab

Bill par apna logo aa sakta hai?

Haan, parchi aur A4 dono par logo, pata aur phone.

Computer aur phone dono par?

Haan — Windows, Android aur web, sab ek hi hisaab.

Purane bill dhoond sakte hain?

Haan, bill number, graahak ya tareekh se.

Kitne ka hai?

Packages safhe par qeemat — 14 din muft azmayein.

Aur kya kya

Aaj hi apni dukan kholein

14 din muft. Na card, na kaghazi kaam — naam likhein, dukan chunein aur bechna shuru karein.